Posts

Showing posts from March, 2013

The Messiah is here

I wrote this song in 2007, when things were a mess in my life, and God was busy calling out Peace and bringing me His rest. It is one of the very beautiful reminders of how peaceful His love can be even if everything else is a mess. [Translation below] Laadu ke bacche pe hoke savaar, Aata hai shaanti ka Raajkumar, Uthane to ko mere gunaahon ka bhaar, Masih chala aata hai, Masih chala aata hai. Aankhon main leke Woh swarg ka pyaar, Dil main Woh lata ummedein apaar, Anand se Uske cchalakta sansaar, Masih chala aata hai, Masih chala aata hai. Ajab sa hai kitna Uska vyapaar, Dukh leke karta hain khushiyaan nisaar, Chinta ke badle main deta qaraar, Masih chala aata hai, Masih chala aata hai. Uska vachan suno karta pukaar, Mukti hai Usi ke lahu ki dhaar, Uske logon ki nahi hogi haar, Masih chala aata hai, Masih chala aata hai. oh.. and Laadu is an animal that bears burdens; jispe bhaar laada jata hai. 'Laadna' means 'to load'. It is smaller than a donkey, it can b...